Date Range
Date Range
Date Range
Nita Awatramani
509 San Juan Dr
Southlake, Texas, 76092
United States
Na Who Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho. Na Who Farishta Ho Na Farishte Jaisa Ho. Mujhe Talash Hai Uski Jo Mere Jaisa Ho. Jo Khwaab Dene Ko Qadir Ho Meri Aankhon Ko. Meri Mohabbat Ko Pehchan Sake Woh Aisa Ho. Meri Khatir Marne Ka Hosla Bhi Rakhta Ho. Agar Kabhi Rooth Jaoon Mein Usse To. Muskrake Manaye, Woh Aisa Ho. Jo Baat Kare To Woh Nibha Bhi Sake. Iradon Mein Woh Apne, Chattanon Jaisa Ho. Dukhon Mein Hansne Ka Hunar Janta Ho.
Search Terms used to find PakVillage. Faiz ahmed faiz urdu poetry. Urdu poetry in urdu language.
Yeh nigaah-e-husn jhukee jhukee, yeh jabeen-e-naaz dhuaaN dhuaaN. Meray bas ki ab naheeN daastaaN, mera kaaNpta hai ruaaN ruaaN. Ho tilism-e-aalaam-e-raNg o boo, ke hareem-e-anjum o kehkashaaN. Mera saath dey gee mery nazar, woh chhupeiN ge jaa ke kahaaN kahaaN? Meray dil pe naqsh haiN aaj tak woh ba ehtiyaat nawaazisheiN. Apni baynoori ka hum Iqbal.
One of the best Urdu shayari, nazam and poetry blog and gallery which refresh your minds and souls by enjoying unique collection of urdu poetry, ghazals, nazams of famous poets. Wednesday, July 15, 2015. Aaj Eid, Kal Eid, Subha Eid, Har Sham Eid. Khuda Kare Tumhare Liye Har Lamhe Ka Ho Naam Eid. Aaj Ki Eid Pe Hai Kiya Moqoof. Aesi Eidain Hazaron Aap Dekhen. Aaj Ke Din Saaf Ho Jata Hai Dil Aghyaar Ka. Aao Mil Lo Eid Yeh Moqa Nahi Takraar Ka. Aaj Hum Sab Milen Ge Galay Se Galay. Saturday, May 29, 2010.
Yahii tohfa hai yahii nazrana. Main jo awaraa nazar layaa huN. Rang mein tere milaane ke liye. Lekin ayaa thaa qasam khataa hu. Phool to phool hain kaaNTon pe tere. Apane hoNTon ke nishaaN paata huN. Choom lene de mujhe haath apne. Jin se toDii hain kaii zanjiirein. Tuune badlaa hai mashiyat kaa mizaaj. Tuune likhii hain naii taqdiirein. Phuul ke baad naye phuul khilein. Phir ek din aisaa aaega.